Mann Ki Titliyaan Song Lyrics - Mercy | Devenderpal Singh | Bestlyrical

Mann Ki Titliyaan

Devenderpal Singh

Mann Ki Titliyaan
Mann Ki Titliyaan Song Lyrics : Mann Ki Titliyaan " is the song of " Mercy " movie. This song is sung by Devenderpal Singh. The music of this song is composed by Kingshuk Chakravarty. The lyrics of this song is written by Mahika Bheda. The movie is directed by Mitul Patel. The movie is starring by Raj Vasudeva, Adil Hussain, Niharica Raizada, Aparna Ghoshal.


English Song Lyrics

[Music]

:: 
Devenderpal Singh ::

Phir Se Roop Ke Moti Chunenge
Aaa.. Phir Se Khwaab Ek Aisa Bunenge
Teri Udaane Tujhko Pukaare
Khol Ke Pankh Udne Ko Chahe

Ye Mann Ki Titliyaan
Ye Mann Ki Titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye Mann Ki Titliyaan
Ye Mann Ki Titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye Mann Ki Titliyaan

Aaaa...

Aasmaan Ko Naapna Baaki
Baadalon Ki Chaadaron Se
O Meherbaan Hai Ye Hawaayein
Kyon Darein Ki Mushkilon Se
Kaisi Umeedein Daude Ye Jaaye
Khol Ke Pankh Udne Ko Chahe

Ye Mann Ki Titliyaan
Ye Mann Ki Titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye Mann Ki Titliyaan
Ye Mann Ki Titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye Mann Ki Titliyaan

[Music]

Apna Na Dariya Apni Na Baarish
Thodi Si Khushiyaan Apni Ye Khwahish
Rishton Ke Dhaage Pairon Se Baandhe
Rishte Ye Bhaage Khwaabon Se Aage
Chunta Hai Koi Kaise Ye Raahein
Khol Ke Pankh Udne Ko Chahe

Ye Mann Ki Titliyaan
Ye Mann Ki Titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye Mann Ki Titliyaan
Ye Mann Ki Titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye Mann Ki Titliyaan

Hindi Song Lyrics


[Music]
 
:: Devenderpal Singh ::

फिर से रूप के मोती चुनेंगे
आआआ.. फिर से ख्वाब एक ऐसा बुनेंगे
तेरी उड़ाने तुझको पुकारे
खोल के पंख उड़ने को चाहे

ये मन की तितलियां
ये मन की तितलियां
संभलती है कहां
ये मन की तितलियां
ये मन की तितलियां
संभलती है कहां
ये मन की तितलियां

आआआ..

आसमान को नापना बाकी
बादलों की चादरों से
ओ मेहरबान है ये हवाएं
क्यों डरें कि मुश्किलों से
कैसी उम्मीदें दौड़ी ये जाए
खोल के पंख उड़ने को चाहे

ये मन की तितलियां
ये मन की तितलियां
संभलती है कहां
ये मन की तितलियां
ये मन की तितलियां
संभलती है कहां
ये मन की तितलियां

[Music]

अपना ना दरिया अपनी ना बारिश
थोड़ी सी खुशियां अपनी ये ख्वाहिश
रिश्तो के धागे पैरों से बांधे
रिश्ते ये भागे ख्वाबों से आगे
चुनता है कोई कैसे ये राहें
खोल के पंख उड़ने को चाहे

ये मन की तितलियां
ये मन की तितलियां
संभलती है कहां
ये मन की तितलियां
ये मन की तितलियां
संभलती है कहां
ये मन की तितलियां


: Mann Ki Titliyaan Song Credit :


Singer Devenderpal Singh
Lyricist Mahika Bheda
Music Kingshuk Chakravarty
Director Mitul Patel
Cast        

Raj Vasudeva, Adil Hussain, Niharica Raizada, Aparna Ghoshal




Movie Mercy
Movie Release Date24 April, 2026



: MORE SONG FROM ' Mercy ' MOVIE :

Post a Comment

0 Comments