Sher Khul Gaye Song Lyrics - Fighter | Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani, Benny Dayal, Shilpa Rao | Lyricalbest

Sher Khul Gaye

Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani, Benny Dayal, Shilpa Rao

Sher Khul Gaye 
Sher Khul Gaye Song Lyrics : " Sher Khul Gaye " is the song of " Fighter " movie. This song is sung by Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani, Benny Dayal, Shilpa Rao. The music of this song is composed by Vishal & Sheykhar. The lyrics of this song is written by Kumaar. The movie is directed by Siddharth Anand. The movie is starring by Deepika Padukone, Hrithik Roshan, Anil Kapoor.
 

English Song Lyrics

[Music]

:: Armaan Malik ::

Haq Hai Humko Kuchh Aaj Karlein
Duniyan Chahe, Chahe Aitraaz Karle
Haan!

Bigde Zyada (Zyada) Sudhre Huye Kam
Ab Todenge (Yeah Yeah Hey) Har Kaayeda Hum
Hosh Nahi Shaam Se Kal Milo Kaam Se

Abhi To Hamein Dekh Lo Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Saare Raste Bhool Gaye
Oh Jo Bhi Hamein Dekhe Wo Kehta Rahe
Ke Aaj Sher Khul Gaye

Ghar Ke Raste Bhool Gaye (Aa Aa Aa)
Ab To Hum Bilkul Gaye (Yeah Yeah Yeah Yeah)
Aaye Aisi Chaud Mein
Ke Jo Bhi Hamein Dekhe Wo Kehta Rahe
Ke Aaj Sher Khul Gaye

Mujhse Nashe Mein Ghalti Ho Jaani Hai Aaj To
Yaara Sambhlna Koyi Hojaaye Naraaz Jo
Main To Badmash Ho Raha Hoon Kal Shareef Tha
Bigde Hisaab Dil Ka Pehle Toh Yeh Theek Thaa
Hosh Nahi Shaam Se Kal Milo Kaam Se

Abhi To Hamein Dekh Lo Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Saare Raste Bhool Gaye
Oh Jo Bhi Hamein Dekhe Wo Kehta Rahe
Ke Aaj Sher Khul Gaye

Ghar Ke Raste Bhool Gaye (Aa Aa Aa Aa)
Ab To Hum Bilkul Gaye (Yeah Yeah Yeah Yeah)
Aaye Aisi Chaud Mein
Ke Jo Bhi Hamein Dekhe Wo Kehta Rahe
Ke 
Aaj Sher Khul Gaye

Ke Aaj Sher Khul Gaye

Hindi Song Lyrics


[Music]
 
:: Armaan Malik ::

हक है हमको कुछ आज करलें
दुनियाँ चाहे, चाहे ऐतराज़ करले
हाँ!

बिगदे ज़्यादा (ज़्यादा) सुधरे हुए कम
अब तोड़ेंगे (हाँ हाँ हे) हर कायेदा हम
होश नहीं शाम से कल मिलो काम से

अभी तो हमें देख लो बिलकुल गए
के घर के सारे रास्ते भूल गए
ओह जो भी हमने देखा वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए

घर के रास्ते भूल गए (आ आ आ)
अब तो हम बिल्कुल गए (ईआ ईआ ईआ ईआ)
आई ऐसी चौद में
के जो भी हमें देखे वो कहते रहे
के आज शेर खुल गए

मुझसे नशे में ग़लती हो जानी है आज तो
यारा संभालना कोई होजाए नाराज़ जो
मैं तो बदमाश हो रहा हूं कल शरीफ था
बड़े हिसाब दिल का पहले तो ये ठीक था
होश नहीं शाम से कल मिलो काम से

अभी तो हमें देख लो बिलकुल गए
के घर के सारे रास्ते भूल गए
ओह जो भी हमने देखा वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए

घर के रास्ते भूल गए (आ आ आ आ)
अब तो हम बिल्कुल गए (ईआ ईआ ईआ ईआ)
आई ऐसी चौद में
के जो भी हमें देखे वो कहते रहे
के आज शेर खुल गए

के आज शेर खुल गए



: Sher Khul Gaye Song Credit :

Singer Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani, Benny Dayal, Shilpa Rao
Lyricist Kumaar
Music Vishal & Sheykhar
Director Siddharth Anand
Cast Deepika Padukone, Hrithik Roshan, Anil Kapoor


Movie Fighter
Movie Release Date25 January, 2024

Post a Comment

0 Comments